Saal Bhar Me Sabse Pyara Lyrics

Saal Bhar Me Sabse Pyara Lyrics is "Happy Birthday" Wishing song from Movie ISHQ FOREVER. Saal Bhar Me Sabse Pyara Song Lyrics written by Sameer Anjaan. Sal Bhar Me Sabse Pyara Lyrics Song sung by Nadeem Saifi.

Song Creadits :
Title : Happy Birthday 
Singer : Nakash Aziz 
Music  : Nadeem Saifi 
Lyrics  : Sameer Anjaan 
Cast : Krishna Chaturvedi & Ruhi Singh
Banner : Friday Cine Entertainment Pvt. Ltd. 
Director : Sameer Sippy
Producer : Ajay Shah , Himanshu Gandhi & Shabeer Boxwala


 Saal Bhar Me Sabse Pyara Lyrics


Saal Bhar Me Sabse Pyara Song Lyrics


Saal bhar mein sabse pyaara

Hota hai ek din

Sau duaaen de raha dil

Tumko aaj ke din


I wish you happy happy birthday

Happy Birthday

Happy happy birthday to you (x4)

Ye rang laaye meri manatein

Puri ho teri sabhi hasratein

Sare jahaan ki khusi ho teri

Ab toh yahi aarzoo hai meri


Ek ishare pe tere mein jaa luta dunga

Tere khawbo ko hakikat main bana dunga

I wish you happy happy birthday

Happy Birthday

Happy happy birthday to you (x4)


Sab kimti gift laaye magar

Tohfa mohabbat ka laya hu main

Har lambha main sath dunga tera

Saaya tera ban ke aaya hu main


Dard ki koi lehar tujhe chu na payegi

Koi aafat bhi jo aaye laut jayegi


I wish you happy happy birthday

Happy Birthday

Happy happy birthday to you (x4)

Happy Birthday, Happy Birthday

To you.... (x2)

Happy birthday to you...



Saal Bhar Me Sabse Pyara Song Lyrics  "Happy Birthday" Video



Previous Post Next Post